Youtop Video Search



Title:Sab Ambiya Ke Saiyedo Sarwar Hazoor Hai Nusrat Fateh Ali Khan
Duration:21:44
Viewed:107,397
Published:29-04-2017
Source:Youtube

teri sana ke khuda banda lazayaal hai tu yahi misaal hai teri ke bemisaal hai ktu tera kamal hi duniya ke har kamaal mein hai yeh shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu konain ka masjood hai mabood hai tu har shai teri shaahid hai ke mashhood hai tu har ek ke lab par hai teri hamd o sana har souz mein har saaz mein maujood hai tu har chand khataakaar gunahgaar hoon main jam e mai tauheed se sharsaar hun main kuch aur nahin meri tamanna ya rap bas ik teri rehmat ka talabgaar hun main tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad sarware qayanat ke sadke paikar e bahayat ke sadke waja kono makan hai zaat unki zate waala safat ke sadke sab ambiya ke sayyid o sarwar huzur hain mere rasool mere payambar huzur hain meri najat unke karam par hai munhasir mehshar mein ek shaafa e mehshar huzur hain gunahgaaron na ghabraao mehshar mein ek shaafa e mehshar huzur hain aasi hun baksh dene ka waada kiya to hai jannat mujhe mile na mile aasra to hai shams ud duha huzur hain badr ud duja huzur mujtaba mustafa muhammad hain shah e har do sara muhammad hain kya bataaun kya muhammad hain husn ki ibtida muhammad hain ishq ki inteha muhammad hain jisne dekhe nain matwaale tere maston mein khud wo na hoto kya kare ik nazar jo dekh le kehta paire mukh chand badar shah shaani e maththe chamke laat noorani e kali zulf te ankh mastaani e makhmool akhin ehna mad brain os soorat nu main jaan akhan jaan aage jaan jahan aakhan sach aakhan te rabb di shaan akhan jis shaan ton shaanan san baniyaan subhanallah mah ajmal ka mah aasan ka mah akmal ka kithe mehr ali kithe teert sana gystaakh akhi kithe jaa lariyan shams ud duha huzur hain badr ud duja huzur meri nazar mein noor ka paikar huzur hain makhdoom e qayanaat hain maula e qayanaat sach toh yeh hai ke isse bhi badhkar huzur hain mazhar hujhoom e gham mein na itna malool ho jab banda e khuda mere yaawar huzur hain....



SHARE TO YOUR FRIENDS


Download Server 1


DOWNLOAD MP4

Download Server 2


DOWNLOAD MP4

Alternative Download :